Pilot/Vehicle Training Manual
PILOT/VEHICLE TRAINING MANUAL
सभी पायलटोंसे निवेदन है के गाड़ियां संभालकर चलाये और ऊपर लगे कैमेरे का ऐंटीना पेड़ की टहनियों, इलेक्ट्रीक वायर , रस्सी और आदी चिजोंसे बचाये। अगर इनमेसे किसी वजह से कैमेरे का ऐंटीना टूट जाये तो आप को तुरंत कंपनी से निकाल दिया जाएगा। कृपया अपना, गाडीका और कैमरे का खयाल रखें। धन्यवाद।
1:- सभी पायलटों को सुप्रभात, वाहन चलाते समय अपना और कैमरे का ध्यान रखें, पेड़ों और तारों का ध्यान रखें।
Bahot hi dhyan se gaadi chalaen, thoda bhi risk na len.
Khud bhi safe rahen aur gaadi, equipment ko bhi safe rakhen
2:- Sabhi pilots apne apne gaadi ke paper check karen.
Registery
Insurance
P U C.
Kisi ka paper missing hae to aaj sham tak bata dena
3:- Vehicle (gadi) handover karna hae to gaadi ko achche se saf karke handover karna hae. Gandi gadi hargiz nahi dena hae.
Gadi ki saf rakhe kiyunki gadi ke photos senior tak jate hae
Gadi lene wala 4 side photo nikal kar group men dale. Dent hae to highlight kare
3:- Aap sabhi apne gadi ka Engine Oil
Coolant
Brake oil
Steering oil
Clutch Oil
Battery Water
Tyre Pressure
Stepney
Regularly check karo gadi nikal ne se pehele aur ek photo dal diya karo gadi ke fil level check karte samay.
Comments
Post a Comment